Foot care in Hindi Urdu Aediya & Hathun Ka Fatna Desi Nuskha Gharelu Ilaj
Sardi Mein Haath Pair Or Honthun Ka Fatna Aur Inka Ilaaj
![]() |
Aediyan & Hathun Ka Fatna |
Sardiyan aate hi charm (jild) se mutalliq preshaniyan badh jaati hai for Example rukhapan. Jild ka akadna. Chamdi ki ronaq khatam hojana. Jild ka sukhapan. W fatt jana etc. Or kai sari problems hai jiska samna hameni karna padta hai. Khaas kar sardi ke mosam mein chehre ki hifazat to karlete hain magar haath pair aise hi rehjate hain jiski bina par bahut takleef uthani padti hai so adiyun ki dekh rekh karna bahut jaruri hai chaliye batate hain aapko kuchh most and fast Home treatment
Sardi ki shidat se kabhi kabhi Haath pair or lips phat jaate hain jo Kafi taklif bhi dete hain magar ab aapko ghabrane ki bilkul jarurat nahi kyun ki aap hai Hamare liye Kafi Khaas iss liye hum aapke liye laye hai kuchh special treatment to chaliye be careful hokar padhiye in Assan or Gharelu totkun ko Aur be fikar hojaiye
•Nazla Jukaam Ka Ilaj Kaise Kare Desi & Gharelu Nuskha
•Piliya Ka Desi Ilaj Kaise Kare Hepatitis Full Treatment
Sardi ki Thandak Se Hone Wali All Problem Se Chhutkara Kaise Paen
1st treatment raat ko sone se pehle achhi si aag (fire) ke pass bethjaiye or jahan se Badan ka hissa phata Huaa hai wahan par pyaz ka gudda ragad len or aag se tapalen insha Allah Kafi sukoon milega
Mosam E Sarma (Coold) Mein Pairun Ki Dekh Bhal Or Unke Upay Urdu & Hindi
Aksar baar pairun ki dekhbhal achhi tarah se na hone ki wajah se woh buri tarah se fatt jaate hain adiyun mein darar' aajati hai to bahut shiddat wala dard hota hai aur pairun ki chamdi bejaan hone ke saath dekhne mein bhi bahut bhaddi lagti hai or kai baar sahi waqt par ilaj na hone se dard bhari creck ban sakti hai jismein virus. Bektirya aasani se panap sakte hain. magar waqt par dekh bhaal ki jaye to in problems se bacha ja sakta hai aur aapke pair sehatmand or khubsurat ho sakte hain.
Pairun ko saaf karne ke liye koi achha anti biktirya ( jiwanu.rodhak) use karen or iss se apne pairun ki khushk jiLd ko bhi opcharit karen isse aapke pair mein hui darar ke jaraseem : kitanu: khatam hijate hain. Or in mein infiction hone ke bhi imkaan bahut kam hojate hain. pairun ki murdah khalyat _koshikaen_ ko nikalne ke liye paimes pathhar ka istemal karen jo sakht chamdi ko nikal sake or dusri charam rog se doori ke liye or inko naram rakhne ke liye inko Lime_nimbu se gissen aur yeh weekly 2 baar karen
Aksar log jo murdah charm ko kaat dete hain aisa hargizz na karen isse aapko infection bhi ho sakta hai apne pairun ko achha rakhne ke liye qudrati tail istemal karen isse rog takleef bhi nahi hogi or naram bhi rahenge + khubsurat bhi hojaenge
Adiyan Ya Pair Kyun Fatte Hain ?
Aksar baar hum dekhte hain ki hamare pair kafi hadd tak zakhmi lagte hain aur dararen bhi woh bhi sardi ke mosam mein but whay?
Iska sabse bada issu shayad aap apne pairun ko dhool matti se safe nahi rakh pate honge jab hum ghar mein hi firte hain or dhool ke zarrat hanare paun mein paiwast hijati hai jisse pairun mein khujli ya pairun ka fattna ya darar parh jana ya fir bahut takleef hona etc. So iska treatment yeh hain ki aap chehre ki tarah apne haath pairun ka bhi khayal rakhenge to mere tajurbe se 95% safe rahenge chappal jute or moje se pair ko kabhi bhi bahar na rehne den insha allah aisi problem kabhi na hogi
Haath Pairun Ka Fatna Aur Aapki Be Tawajohi Or Dr.
Agar in tamam gharelu titkun ka asar na ho paye or fir bhi aapke dard ko releef na ho to hamari ray yeh hai ki aap kisi achhe se Charm specialists Dr. Ko jarur checkup karwaen
Hi my all dear readers aajki post sard mosam or hath pairun ka fattna kaisi lagi Agar aapke pass bhi koi nuskha ya totka ya koi aazmaya huaa amal ho to hamen Email karen aapki wajah se kisi ka faidah hoga to aapko bhi isska ajar milega lakhun logun ki duaa bhi milegi my email (health2hindi@gmail.com)
Foot care in Hindi Urdu Aediya & Hathun Ka Fatna Desi Nuskha Gharelu Ilaj
Reviewed by Shahadatsherani
on
03:16:00
Rating:

No comments:
Aapko ye post kaisi lgi ? Apni raay comments box me jarur de.or hmari honsla afzai kren.Aapki raay hmare liye keemti hai.